Saturday, September 14, 2013

Main Rang Sharbatoon Ka


Khwab hai tu,
Neend hun main…
Dono mile,
Raat banein…
Roz yahi,
Maangu dua…
Teri meri, baat banein…
Baat banein…
Main rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…
Main rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…
Mujhe khud mein ghol de toh,
Mere yaar baat ban jaani…
Rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…
Main rang sharbaton ka.
Tu meethe ghaat ka paani…
Mujhe khud mein ghol de toh,
Mere yaar baat ban jaani…
Rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…
Main rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…
Ho yaara tujhe pyaar ki,
Baatiyan kya samjhava…
Jaagke ratiyaan roz bitawaan,
Isse aage ab main kya kahun.
Ho yaara tujhe boldi aakhiyaan,
Sadke jawaan…
Maang le pakiyaan aaj duawaan,
Isse aage ab main kya kahun…
Maine toh dheere se,
Neendon ke dhaage se,
Bandha hai khwab ko tere…
Mai na jahaan chahun,
Na aasmaan chahun,
Aaja hisse mein tu mere…
Tu dhang chahaton ka…
Main jaise koi naadani.
Tu dhang chahaton ka….
Main jaise koi naadani.
Mujhe khud se jod de toh,
Mere yaar baat ban jaani…
Rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani.
Main rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani.
Tere khayalon se,
Tere khayalon tak,
Mera toh hai aana jaana…
Mera toh jo bhi hai,
Tu hi tha tu hi hai,
Baaki jahaan hai begana…
Tum ek musafir ho,
Main koi raah anjaani…
Tum ek musafir ho,
Main koi raah anjaani…
Mann chah mod de toh,
Mere yaar baat ban jaani…
Rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…
Main rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani.
Mujhe khud mein ghol de toh,
Mere yaar baat ban jaani…
Rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…
Ho yaara tujhe pyaar ki,
Baatiyan kya samjhava…
Jaagke ratiyaan roz bitawaan,
Isse aage ab main kya kahun.
Ho yaara tujhe boldi aakhiyaan,
Sadke jawaan…
Maang le pakiyaan aaj duawaan,
Isse aage ab main kya kahun…

No comments:

Post a Comment